Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate


Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu Dekha Jate

Qaasid Payam E Khat Ko Daina Bohot Na Tool
Bus Muktasr Yee Kehan Hai K Ankheny Taras Gai

Youn Zindagi Guzar Raha Hon Tera Baghir
Jasay Koi ghuna kiya ja raha hon main

Nazuk Tera Mariz-e-Mohabat Ka Hal Hai
Din Kat Chuka Hai Raat Ka Katna Mohal Hai

Aaja Ka Aass Tootna Wali Hai Piyar Ke
Bujhna Lagi Ha Shama Tera Intazar Ke

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu dekha Jate

Itna Tu karam kartay Dukh Dard Mujha Da Kar
Kasam Morna Chala Atay Tumhara Kya Bigar Jata
Tera Parda Bana Rahta Mujha dedar Hojata

Jati Hoi Maiyat Dekh ka Bhi Banda Outh ka Aana Saka
Dou Char Kadam Tu Dushman Bhi Takleef Gawar Karta Hain
Han Dekh jata mera outhta howa Armano ko

Itna Tu karam kartay dukh dard mujha da kar
Ek Bar Mera Ansou Daman Sa Sukha Jate

Lazatay Intazar Lata Hon Youn Shab-e-Ghum Guzar Lata hon
Jab Bhi Dasti Hai mujha Tanhai Naam Tera Pukar Lata Hon

Is Dard-e-Judai Ko Mehsous Na Main Karta
Acha Tha Aagar Mujh Ko Dewana Bana Jate

Kya Tha Jo Ghari Bhar Ko Tum Laut Ke Aa Jate
Deedar-e-Mohabat Ko Sourat Tu Dekha jate

Mujh Per Ghum-e-Furkat Ke Thomat Na Kabhi Lagti
Ankhou Main Agar Apni Tasver Basa Jate

Phir On Sa Fana Mujh Ko Rahta Na Gila Koi
Darwana Mera Kar Kay Dedar Kara Jate

Post a Comment

0 Comments