Nazar ounchi ke tu Dua Baan gai
Nazar Nechi ke tu Haya Ban gai
Nazar Terchi ke tu adda ban gai
Nazar Phayar lee tu Kaza ban Gai
Roshni ko Sharab kahtain hain
Jamm ko Aftab khatain hain
Roub Ko parday main dhabna walay
Husun ko Banaqab kahtain hian
Patie patie ghulab hojati
Her Kali mehbay Khowab hojati
Tumnay na dali mahkasa Nazrain
Warna Shabnam Sharab ho jati
Zulf-e-Berhum samhabl ka chliya
Rasta Dekh bhal ka chiya
Mousam-e-gul hain apni bahoon ko
Meri bahon mian daal ka chaliya
Rooz kab teri deed hoti hai
Ek he din tu eid hoti hai
Koi badli oumad he atii hai
Jab bhi garmmi shadid hoti hai
Haya Qasid ke dil Sourat
jasa Khaat ke rasid hoti hai
Hum Kalander jo Noush kartay hain
Os nazar ke Kashid hoti hai
Umer jalwon mein basar ho yeh zarori to nahi
Her shab e gham ki sahr ho yeh zarori to nahi
Neend to dard ke bistar pe bhi aa sakti hai
Unki aaghosh mein sir ho yeh zarori to nahi
Aag ko khail patangon ne samajh rakh hai
Sub ko anjaam ka dar ho yeh zarori to nahi
Shaikh karta hai jo masjid mein khuda ko sajde
Iske sajdoon mein asar ho yeh zarori to nahi
Sub ki saqi pe nazar ho yeh zarori hai magar
Sub pe saqi ki nazar ho yeh zarori to nahi
Koi dil mein liyeh armaan chala jata hai
Koi khoye hoay ausan chala jata hai
Husn walo se yeh kehdo ke na nikle bahir
Dekhne walo ka eeman chala jata hai
Mast Nazron Se Allah Bachae
Mahjamalon Se Allah Bachae
Her Bala Sir Peh Aa Jaye Laikin
Husn Waloon Se Allah Bachae
Dekha kiya wo must Nighon sa baar baar
Jab tak Sharab ayi Kai dour Chal gaya
Mast Nazron Se Allah, Allah Bachae
Mast Nazron Se Allah, Allah Bachae
Basakhta Outhi jo wo tuba Shikan Nigha
Khud Mujh ko shak howa ka muslman nahi raha
Mast Nazron Se Allah, Allah Bachae
Mast Nazron Se Allah, Allah Bachae
Aakal Sard Shola hai Ishq Garam Pani hai
App ke jawni phir app ke jawani hai
Log is bhana sa wada kashan hojaya
App ke nighaon ka rung or rawani hai
Must Nazron ka asar hum na yahi dekha hai
Rung barsaya tu mousam ko ghulabi kardain
Rind phir rind Rindoon ke haqiqat kya hai
Ya agar chahain tu Zahid ko Sharabi kardain
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Jalwa-e-Mahtab say phalay
Rung mehaka Ghulab say phalay
Apna Keef-o-Sour dekhla kar
Housh loutain Sharab sa phalay
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Mainkashi main doob jaya aur chilya chor day
Masjidoon mian bathnay wala apna Musalaa chor day
Kya sa Kya ho jaya teri must nazrien dekh kar
Kafrien appna zahid Allah Allah chor day
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Bigra woo Youn jasa ka Mouhabat gunha thie
Jholi Fakir ke thi ka meri nigha thie
Maihshar ka taskira tu bhout suntay aya tha
Dekha tu ek haseen ke tirchi nigha thi
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Allah bachae, Mast nazron se Allah, Allah bachae
Khuda bachaya teri must must ankhoon say
Farishta ho tu behak jaya Admi kya hai
Mast nazron say Allah, Allah bachae
Mahjamalon Se Allah bachae
Mast nazron say Allah bachae
Mahjamalon se Allah bachae
Her bala sir peh aa jaye laikin
Husn waloon se Allah bachae
Jis sa Hass ka Kalam kartain hain
Kaam os ka tamam kartain hain
Ankh outhatin hian husn wala jis taraf
Dour tak katl-e-amm kartin hian
Allah bachae, Husn waloon se Allah bachae
Allah Bachae, Husn waloon se Allah bachae
Her Bala Sir Peh Aa Jaye Laikin,
Husn Waloon Se Allah Bachae
Inki masomiat per na jana
Inke dhokay mein hargiz na aana
Loot laitay hein yeah muskara ker
Inki chaalon se Allah bachae
Zara bach ka chalna sambhlna smbhlna
Kyun ka yeah lout latin hian
Jhalak Roukh ke dekha kar Muskra kar yeah lout latin hian
Nighoon Sa nighoon ko mila kar yeah lout latin hian
Yeah achi Parda Dari Hai Yeh achi Dil nawazi hai
Hassa kar yeah lout latin hian aur Roula Kar yeah lout latin hian
Amir is rastay say jo Guzratay hain wo Kahtain hain
Mohla hai Hasseno ka Kazaqo ke Basti yeah lout latin hian
Ishq Wale Daga Nahi Karte Husn Wale Wafa Nahi Karte
Zulm Karna To Inki Aadat Hai Yeh Kisi Ka Bhala Nahi Karte
Raag
Loot laitay hein yeah muskara ker
Bholi Surat Hai Baatein Hein Bholi
Moon Mein Kuch Hai Magar Dil Mein Kuch Hai
Laakh Chehra Saheeh Chaand Jaisa
Dil Ke Kaalon Se Allah Bachae
Dil Mein Hai Khuwahish E Hoor O Jannat
Aur Zahir Mein Shouq E Ibadat
Bus Hamein Shaikh Ji Aap Jaise
Allah Waloon Say Allah Bachae
Inki Fitrat Mein Hai Bewafaii
Janti Hai Yeh Sari Khudaii
Ache Achoon Ko Daite Hein Dhoka
Bhole Bhaloon Se Allah Bachae
Dunaiya Main Haseeno sa Kabhi Dil na lagana
Yeah Loug kisi sa bhi Mouhabat nahi kartay
Mast nazron say Allah bachae
Mahjamalon say Allah bachae
0 Comments