Ticker

6/recent/ticker-posts

Header Ads Widget

Meri Zeest Pur Mussarat Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi [TRANSLATION IN ENGLISH]


Meri Zeest Pur Mussarat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi

Upon my existence, happiness
Never was, will not nor ever be


Koi Behtarin Surat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi

One perfect image
Never was, will not nor ever be


Mujhe Husn Ne Sataya, Mujhe Ishq Ne Mitaya
Kisi Aur Ki Ye Halat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi

Beauty has made me suffer; love has caused me to fade
This state for any other
Never was, will not nor ever be


Mein Yeh Jaante Hua Bhi, Teri Anjumann Mein Aaya
Ke Tujhe Meri Zarurat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi.

Knowing this, I came to your gathering
That for you, my need
Never was, will not nor ever be


Jo Gila Kiya Hai Tumse, Jo Samaj Ke Tumko Apna
Mujhe Gair Se Shikayat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi.

Those sorrows I shared with you, were with the belief that you are part of me
Complaint to a stranger
Never was, will not nor ever be


Ye Karam Hai Doston Ka, Jo Woh Keh Rahe Hai Sab Se
Ke Naseer Par Inaayat
Kabhi Thi, Naa Hai, Naa Hogi.

This grace is from friends, who say to all
That upon *Naseer, favour
Never was, will not nor ever be

Post a Comment

0 Comments